Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Imam Mehdi ATFS- Jab ALLAH SAWW se koi DUA maango to pehle MUHAMMAD WA AALE MUHAMMAD par DURUD(Salwat) bhejo phir apni dua talab karo/maanogo. SALWAT ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Ali A.S. Se Poocha gaya ke Sharif kaun hai? AAP ne farmaya 'Jo Kamzor ke saath INSAAF kare'.  ||  Hazrat Mohammad Mustfa SAWW- Maa Baap ki nafarmani wo gunah hai ki aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Imam Ali A.S.- ILM aisi khubsurti hai jo chipi(hidden) rehti aur aisa rishta hai jo munqata(disconnect) nahi hota. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  Imam Sadiq A.S.- Jo Quran ki tilawat dekh ke kare to uski annkhon ki roshni mazbut hogi aur uske waledain ke gunah maaf honge, chaahe wo kafir hi kyun na ho. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW-Agar Koi MUSALMAAN ko milawat wala MAAL bechta hai wo humme se nahi hai. QAYAMAT ke din wo YAHUDIYO ke sath uthaya jayega. ||  Imam Ali A.S.-Haaya(Sharm) bure kaamo se rok deti hai. ||  Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. ||  Imam Mohammad Taqi A.S.- Jo meri phuphi(aunty) MASUMA-E-QUM S.A. ki qabr ki ziyarat kare uske liye Jannat hai. ||  Nahjul Balagha: Certainly, the Quran is wonderful in its outward form, and its inner meanings are profound. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Agar koi chahe ke uski DUA qabool ho to woh HARAM KHANA aur HARAM KAMAI se parhez kare. ||  Imam Sadiq A.S. Naye Kapde pehante waqt LA ELAAHAA ILLALAH MUHAMMDUR RASULALLAH padho taake tum aafato se najat pao aur khush raho. ||  Imam Ali A.S.- Jo ISTEKHARA karega woh kabhi hairan nahi foga aur jo mashwara(advice) lega kabhi pareshan nahi hoga. ||  Imam Sajjad A.S.- Jhooti Qasam se mall barbaad ho jaata hai aur karobar me barkat khatm ho jaati hai. ||  Imam Ali A.S. : If there was another god he would have sent you his prophets. || 

Post Article

Post Your Articles

Weekly Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Hazrat Mohammad Mustafa (SAWW)
17th Rabi al-Awwal Birth Anniversary of Prophet Muhammad and Imam Sadiq (PBUT)
17th Rabi al-Awwal Birth Anniversary of Prophet Muhammad and Imam Sadiq (PBUT)
  On the auspicious, happy and joyous occasion of Id Milad un-Nabi(S.A.W.) and the Birthday Anniversary of Imam Jafar al-Sadiq(A.S.) we extend our Happy and Heartiest Greetings and Felicitations...More
January 29, 2013
5-Star-Rating 1 vote(s)
24573 Views

The Start of the Sacred Mission of Holy Prophet Muhammad (S.A.W.)
The Start of the Sacred Mission of Holy Prophet Muhammad (S.A.W.)
  Imam Hasan al-Askari (A.S.) has narrated from his father that, said: “When the Messenger of Allah (S.A.W.) concluded his trade with Syria and gave as charity all of what Allah bestowed u...More
September 14, 2011
2-Star-Rating 1 vote(s)
13813 Views

Last words of Prophet Mohammad (s)
Last words of Prophet Mohammad (s)
In memory of the demise of Prophet Mohammad (peace be upon him) and his -grand child -Imam Hassan's (peace be upon him) on 28th day of Safar... Historians mentioned that the generous prophet (peace b...More
May 11, 2010
4-Star-Rating 3 vote(s)
10569 Views

Love for Ali ibn Abi-Talib (AS) in Prophet (S) words
Love for Ali ibn Abi-Talib (AS) in Prophet (S) words
The Prophet of Islam Muhammad Al-Mostafa (Peace be on him and his holy progeny) said regarding love for Imam Ali b. Abi Talib (peace be on him): ?The love of Ali ibn Abi-Talib is a tree whose ro...More
March 17, 2010
5-Star-Rating 2 vote(s)
15733 Views