S.47, A.7: Ay imanwalo agar tum ALLAH(k deen) ki madad karoge to wo tumhari madad karega aur tumhe sabit qadam rakhega. ||  Imam Ali A.S. Bhooka rehna sabse MUFID(faydewali) aur behtar dawa (medicine) hai. ||  Imam Sajjad A.S.- Jhooti Qasam se mall barbaad ho jaata hai aur karobar me barkat khatm ho jaati hai. ||  Imam jafar Sadiq A.S.- Apni Aulaad ke nek naam rakho kyun ki qayamat me inhee naamo ke zariye pukara jayaga. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Imam Ali A.S.- ILM aisi khubsurti hai jo chipi(hidden) rehti aur aisa rishta hai jo munqata(disconnect) nahi hota. ||  Imam Ali A.S.-Jehalat(ignorance) har buraai ki jad(root) hai, jehalat aakherat ko barbbad kar deti hai. ||  Imam Ali A.S.- Apne bacho ka naam paida hona se pehle rakho. ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Imam Ali A.S. Kamzor par zulm karna badtareen zulm hai. ||  Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Hazrat Mohammad SAWW- Sona(Gold) aur Resham meri ummat ki Aurto ke liye Halal hai aur Mardo ke liye Haram hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Ali A.S.- Jis Din Insaan koi Gunah na kare, wo din uske liye EID ka din hai. ||  Imam Sadiq A.S. Jo wuzu ke bad kisi chiz se khushk(wipe) nahi karega aur aazae wuzu khud ba khud khushk ho jae(sukh jaye) to ose 30 nekiyon ka sawab milega. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. ||  Imam Ali A.S. : If there was another god he would have sent you his prophets. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Hazrat Mohammad SAWW- 4 cheezen insaan ki khush nasibi hai Nek Dost, Nek Aulad, Uski Biwi ki soch uske jaisi ho aur uska Rozgar uske apne shehar me ho. || 
CHARITY (SADAQA)
CHARITY (SADAQA)

1. Hazrat Ali (A.S.) says :-

Charity (offering money for poor and needy) is the most useful remedy for well-being and the people`s actions performed in this world will be placed before their eyes in the world here-after.

(Nahjul Balagha, Short Saying)

2. Imam-e-Baqir(A.S.) says:-

Virtuous deeds and charity remove poverty and penury, increase age and the charitable persons are saved from seventy kinds of bad deaths.

(Al-Khesaal, by Sadooq, Vol. 1, P.25)

3. Imam-e-Jafar-e-Sadiq(A.S.) says:-

Charity helps debts to be paid and leaves behind blessings and good fortune.

(Wasail-u-Shia Vol. 2, P.255)

Rating
0 vote(s)
Comments: 2
Shaziasays:
Saturday, 17th November, 2012 04:32 PM
buy the house safe my children life please transfer $5000 my account#1016-0078-012128-50-4 bank al habib al noor society FB area Br,karachi
Thumb up  0  Thumb down  3  Reply
Sadaqahsays:
Tuesday, 15th April, 2025 07:17 PM
I am very happy for this blog. Its an informative topic. It helps me very much to solve some problems. Sadaqah is voluntary charity in Islam, given to help those in need and earn Allah’s blessings through acts of kindness, money, or support. Website: https://donations.iipccanada.com/
Thumb up  0  Thumb down  0  Reply
Leave a comment
* Name * E-Mail
 
CAPTCHA Enter the characters as seen on the image (case insensitive)
* Comment